Τρίτη 26 Απριλίου 2022

"Rang....." A Poem of Nasreen Hamza Ali from India


Rang.....

Rang, ankhon ke khawab hain
Rooh mein base kai raaz hain
Zindagi ke kai rangao mein
Apne hone ka yaqeen bhi
Makhmoor dhadkano ke dayaar bhi
Haseen khwaabon ki taabeer bhi
Shab wo roz ke uljhte taar mein
Kai dhankao ke rang
Kabhi palkaon pe machalte sitaare ke rang
Kabhi ankhaon mein ada e hijab ke rang
Kabhi ruqsaar pe laal,kabhi honton pe gulaab ke rang
Kabhi rang gham ka,kabhi rang mein khushyun ka mausam
Kabhi rang tanhai ka , kabhi peechle paher ki shabnam
Rang khawab wo haqiqat ki zameen ka safar
Rang rooh tak pahli kai dhanak

All rights reserved
Nasreen Hamza Ali


Poetess Nasreen Hamza Ali was born on June 5 in the Indian state of Telangana. That's where she grew up. She is currently living with her family in Bidar, Karnataka. She has a master's degree in Urdu. A teacher by profession. She loves to read and write poetry. She is an active member of various poetry forums. Her poems have been regularly published in international magazines.she also published book " Ek Lamha" Philosophy, religion and love are the main elements of her poetry.
At present she has included political, socio-economic and cultural issues of India in her poems. She has dedicated his writings to the development of world literature. In addition to writing poetry, she enjoys sports.







Δεν υπάρχουν σχόλια:

Δημοσίευση σχολίου